mahatma gandhi ki
11 maange ,11Demand by gandhi .
11 maange ,11Demand by gandhi .
mahatma gandhi |
mahatma gandhi ne hinsatmak gatna chori choura naamak jagah pr Andolan kariyo ne 1 thanedar or 11 sipahiyo ko jalankar maarne ke baad apna Asahyog Andolan rok diya .
kyoki ve ahinsa ke paksha me the . Asahyog Andolan ki asaflata ke baad
mahatma gandhi ji ne 11 february1930 ko savinay avgya Andolan laana chahte the,
lekin sthitee ko dekhte hue ,sarkar se ek samjhota karne ki koshish ki .
unhone lord vaisaray irwin ko ek patra likha jisme 11 mange Rakhi .
mahatma gandhi ki 11mannge :-
1) puri tarah se sharab band (total prohibition)
2)vinimay ki dar ghatakar ek silling 4 pais kar di jaaye .(Exchange Rate should Reduced)
4) bhumi lagaan adha ho or us par counsling ka niyojan rahe .( land Rates be helved ) .
5) namak kar khatm ho .(salt tax shouldbe abolished ).
6) saina ka kharch 50% kam ho.(Defance expenditure should be Reduced by 50% .)
6) badi noukriyo ka vaitan adha ho .(salaries of tip govt. posts hshould be helved 7) videshi shastro ko Bharat na laaye .(inport of foriegn textile be banned ) .
8) Bharatiya samudriya tath keval Bharatiy jahajo ke liye surakshit rahe or is par kaanun bhi bane .(Indiansea coast should be Reserved for Indian ship only) .
9) sabhi rajnetik bandityo ko chhod diya jaaye or .,rajnetik mamale khatm kiye jaaye or nirvasit Bharatiyo ko apne desh aane diya jaaye .( all political prisons should be Released and thier political cases should be dropped)
10) gupt char police hataliye jaaye ya us par janta ka niyantran ho.(secret police be either obolished or placed under the public.)
11) AtmRaksha ke liye hathiyaar uthane ki anumati di jaaye .(Arms for self protectin be permitted .)
mahatma gandhi ki in 11 maango (eleven demands by mahatma gandhi par lard irwin ne dhayan nahi diya ,jisse unke man nirash ho gaya or Dandhi yatra ke sath savinay avagya Anolan chalaya
read mor
No comments:
Post a Comment