delhi samrajya ki shuruat ,delhi samrajya ka itihas .
jaisa ki ap sabh jaante hai , Delhi samrajya me 5 mukhyatah raj vansho ne shasan kiya jo isme pad sakte hai
lekin isse jyada important baat ye hai ki akhir Delhi samrajy ki buniyaad kisne rakhi thi.
ji haa doston hum baat karenge us maha nayak ki jisko Prathviraj chouhan kahte hai,jiske bina Bharat ka itihas adhura hai.
doston Prathviraj chouhanaosa raja hai tha .
jisne 17 baar Mohhammad ghory ko haraya tha.
jo ki Delhi ke raj sinhasan par baithne wala antim hindu raja hua .
inka janm 1168 me hua tha.
inke pita ka naam Someshwer chouhan tha .
Prathiraj ek abhinna pratibha ke maalik the.
jnme ek anokhi baat thi.
ye shabdbhedi baan yaani kewal awaj sun kar apne tir se dudhman ko mar dete the.
Prathviraj chouhan ka rajy-
Prathviraj ne keval 13 saal ki umra me ajmer ka rajya samhal liya tha .
or Delhi par inke dadaji anangpal ka shasan tha.
inhone Prathviraj ki bahaduri dekhkar Delhi ka uttradhikari bana diya .
Prathviraj ka jivan virta , saahas , or shouryta ka Pratik tha.
Prathviraj or sanyogita -
Prathviraj ko kannoj ke raja jaichand ke putri Sanyogita se prem tha.
lekin jaichand ki pehle se hi Prarhviraj ke sath anban thi .
isliye jai chand ne apni putri ki shadi ke liye ek svyamvar rakha .
jisme Prathviraj ko chhodkar sabhi raja ko bulaya .
jisse gussa hokar Prathviraj ne sanyogita ka apharan kar liya .
jisse dono ke bich dushmani ho gai .
lekin alha khand ke anusar jab alha or Prathviraj ke bich ladai hui tabPrathviraj ne jaichand ke ladke lakhan singh ko maar diya tha.
lekin itihas me keval sanyogita haran hi keval darz hai baaki sunne me nahi aaya or uske alava agar alhakhand ke anusar is dushmani ko bataye to kafi lamba article ban jayega isliye alhakhand ko baad me likhenge .
Prathviraj or mohhammad ghory-
saal 1191 me mohhamad ghory ne Bharat par hamla kiya jisko tarain ka pehla yudh bhi kahte hai.
jisme mohhamad ghoryki haar hui .
or vo badle ki aag me me jalta raha ,or lagataar 17 baar Prathviraj se harta raha .
1192 me tarain ke dusre yudh me Prathviraj ki haar hui .
or or usne Prathviraj ko maar diya
mohhammad ghory ka pura naam shahab uddin mohhammad ghory tha.
mohhammad ghory ne 1194 me chandavar ke yudh me jaichand ko haraya tha .
uske baad Delhi ka shasan apne sainapati kutubuddin aebak ko shoupkar mohhammad ghory vaapis gajni chala gaya.
lekin ek baat hai jo baat prathviraj raso ke anusaar Prathviraj mout gajni me hui
or kuch itihaskar ka kahna hai ki Prathviraj ko yudh ke maidan me hi maar diya tha.
lekin sher singh rana bhi prathviraj ki samadhi ki mitti ganji se hi laaya tha. iska matlab ye hai ki prathviraj raso sahi hai
kher in matbhedo se keval counfustion hi hota hai or hume jab is baat ka yakeen ho jaye ki kya sahi hai kya galat tab hum kisi baat par yakeen kar sakte hai .
dosto kaisa laga ye article jarur bataye

omhhammad ghory |

No comments:
Post a Comment