Bahamani samrajya Bahmani Empire in Hindi -
bahmani Mauslim dakkshin ke mahaan insaano ki den hai.
ye vo log the jinhone sultan Mohhammad tugalq ki damankaari neetiyon ke virudh bagawat ki thi.
1347 a.d. me hasan abdul mujjafar al uddin bahman shah ne Bahmani Rajvansh ki neev rakhi
is rajvansh ne 175 saal tak rajya kiya .
Bahmani rajya ki seema .
Bahamani Rajya ek vishal rajvansh tha . or apni vaibhavta ki uchchai .
uttar me krishna se lekar narmada ke kinaare tak faila tha or Bangaal ki khadi se lekar purva paschim disha me Arab sagar tak faila hua tha.
Bahmani rajya ki rajya vyavastha -
Bahmani kabhi kabhar hi apne hindu padosi vijay nagar pr hamla ksrta tha.
Bahmani rajya ke do vishisth vyktitva mehmug gavan the.
dashak se adhik samay ke liye Aamir ull alamara ke pradhan rajya matri rahe .
unhone kai ladaaiya ladi or anek rajyo ko haraakra ane rajya me mila liya.
andar unhone prashasan me sudhar kiya , vittiya vyavastha ko sangthit kiya , jan shiksha ko protsaahan diya ,rajsva pranali me sudhar kiya ,sainao ko anushasit kiya or bhrstachar ko khatm kiya
charit or imaandari keke dhani the . ungone apni uchcha pratishtha ko vishesh vyaktiya rup se nijaam Nizaam ullmul or unki pranli se unka nispad hua .
iske sath hi is Bahmani samrajya patan shuru hua .
jo uske antim raja the kali mullahki mout ke baad 1527 a.d. me samapt ho gaya iske sath hi Bahmani samrajy 5 kshetriy swatntra bhago me bat gaya jo ki
ahmaf nagar , bijapur ,barar ,bidar or golkonda
No comments:
Post a Comment