Showing posts with label Bharat vibhajan or mountbain ki bhumika. Show all posts
Showing posts with label Bharat vibhajan or mountbain ki bhumika. Show all posts

Thursday, 8 November 2018

Bharat vibhajan or mountbain ki bhumika माउंटबेटन योजना और भारत के विभाजन

Boston ki Chai paani

Bharat vibhajan  or mountbain  ki bhumika


Lord mountbain  Bharat ke vibhajan or satta  par tvarit hastakshar  ke liye Bharat aaye.

Shuruat  me ye satta  hastnartan  vibhajit  Bharat ki  Bhartiya  sarkaron ko dominiyam  ke darze  ke rup  me  jaani  thi. 

Bharat vibhajan image

5 June  ko lord mauntbain  ne apni yojna  pesh  ki ,jisme  Bharat ki rajniteek samsya  ko khatm  karne  ke  anek  prakar  ke  charno  ki ruprekha  pesh ki thi  .





Shuru me yr satta  hastantaran   vibhajit Bharat ki Bhartiya sarkaro ko dominiyam ke darze ke rup  me di jaani  thi  .




Mauntbain  ki yojna-


1) Bharat  or Pakistan ko vibhajit karna .

2) bangal  or punjab  ke vibhajan or uttar  purviya  seem a prant or asam ke Dilham jile  me sangrah  kiya  jayega.

3)Pakistan ke liye savidhan  nirman  ke liye   ek alag  savidhan  sabha  ka gathan  kiya  jayega  .
4) riyasate  ko chhut  hogi ki  vo ya to Pakistan  ya Bharat  me shamil  ho ya khud ko  swatantra  goshit  kar dena. 

6) Bharat  or Pakistan  kof satta  hastantaran  ke liye  15 August  1947 ka din chuna  jayega. 


Read more 
7) British sarkar  ne swatantrata  adhiniyam 1947  kof July  1947 ko parit kar diya .
Isme hi vo mukhya  pravdhan  shamil the   jinhe  mauntbain yojna ke jariye  aage badhaya  gaya. 

Vibhajan  or  swatantra-
1)sabhi Rajniteek partyon  ne mauntbain yojna ko maan  liya.

2)sir Red klicfe ki adhyakshta  me 2 ayogo  ka British sarkar ne gathan  kiya, jiska kaam  tha  vibhajan ki dekhna  or  naye  gathit  hone wale  desho  ki international border  ko  nischit  karna. 
3) Swatantrata ke samay  Bharat me 562 chhoti   badi  Riyasate  thi.

4)Bharat ke pehla  grahmantri ballabh bhai patel ne is vishay  me kathor  nitee  ka palan  kiya. 
15th Aug 1947 tak jammu kashmir, jhunagadh or haidrabaad  jaise  kuchh  apvaado  ko chhodkar  sabhi  Riyasaton ne vilaypatra  par hastakshar  kar diye the.
Goa par purtgaaliyon or  paanduchery par francysiyo  ka  adhikar  that. 



interim government अंतरिम सरकार in English

interim government On 2 September 1946, the newly elected Constituent Assembly constituted the Interim Government of I...