gupt samrajya- kushano ke baad gupt samrajya ek mahatvapurn rajya tha gupt samrajya bharat ke Itihas ka pashidha yug kaha gaya hai.
gupt samrajy ki shruat . is rajya ka uday 320 me koushabi me hua .
is samrajy ka sansathapan shree gupt ke dwara hua
gupt rajao ka rajya ganaga ,droni ,prayag or sanket tak faila hua tha shree gupt ko "maharaja " ki upadhi saamnato ne di thi.
iska matlab ki shree gupt bhar shivo ke chhote se rjaya
prayag ka raja tha .
ghatotkach- shrew gup ke baad uskaputa gaddi par baitha.280 se320 e tak usne rajya kiya .
isne bhi majaraj ki upadhi prapt ki thi.
kahi kahi isko pahala shasak kahye hai.
chandra gupt 1-320 me chandra gupt 1 apne pita ghatotkach ke baad bama gupt samrajya ka samradh yug yahi se shuru hua 319 me gupt sanvat ki sthapna hui . jo ki mathura se mila ,isi chandra gupt ki den hai.
yahi pehla aosa shasak hai jisne sone ke sikke (gold coin) chalaaye the .chandra gupt ka vivah lchhvi ki rajkumari kumar devi se hua tha .
samudra gupt-
samudra gupt gupt vansh ka mahaan sahasak tha or kushal sainapati tha .
is kaaran isko bisent arther smithne apni ali hisrty of india me samudra gupt ko bharat ka nepoliyan kaha tha.
samrat ashok shantipriya tha.
bbalki samundra gupt hinsa me vishvas rakhta tha
samundra guptke rajya ka vistar purva me bhramputra .
dakshin me narmda uttar me kashmir me faila tha.
prayag prshasit ki 19- 20 line me dakshinpath ki vijay ka ullekh hai isne 12 shasako ko haraya tha.
ramgupt-samundra gupt ke baad ram gupt ko raja banaya gaya samundra gupt ke do putra the ram gupt or chandra gupt . ramgupt bada tha . isliye usko raja banaya gaya .
lekin vo kaayar or kamjor tha .
vi shanko dwara haara gaya or ek apmaanjanak sandhi kar apni patni dhrvswamini ko sanko ko bhnet me de di .
lekin chandra gupt bada hi bahadur or swabhimaani tha .
usne chhadambesh me dhruvswamini ka vesh bana kar shank ke paas chal gaya uske baad .ram gupt ko chandr gupt ne maar kar uski patni se vivah kar liya or gupt vans ka samrat ban gaya .
chandra gupt 3-chandra gupt 2 375 me raja bana .
vah usko samundra gupt ko pradhan mahisee duttdevi se mila tha.
usnr 375 se 415 tak rajya kiya isko vikramaditya bhi kahte hai.
isne malwa gujrat or kathiyavad kr badr bhubhag ko jit liya . or paschimi desho se vyaparik sambandh banaye .
iske shasankaal me smbhavatah samskrat ke naatakkar kalidas or bahut se vaigyanik or vidvan hue.
gupt vansh ki avnati .-5 shatabdi ke akhir me or chhat shatabdi ke shuru me uttri bharat me gupt vansh ki avanati shuru hui .
bahut se chot chhote rajyo hi or videshi huno ke ke hamlo ko akrshan kiya . huno ke naita tora mora tha .
or gupt samrajy jitne me safal raha
uska puta mihira kul bada tanashah tha .
do shaktishali rajkumaaro ne malwa ke yashodharman or magadh ke baala ditua ne uskiskati ka kul or gupt samarajy dono ko khatm kar diya