Bhakti andolan bhakti muvment on history in hindi -
madhya kaalin Bharat ka sanskratik Itihas ek mahatva purn tha .
saamajik or dharmik sudharako dwara saman me lai gai moun kranti ek aisi kranti ,jo Bahkti abhiyan ke naam se prashidha hai.
ye abhiyaan Hinduo ,muslimo or sikkho ke dwara Bahratiya riwajo ke liye jimmedar thi.
1)is abhiyan ka uddesh-is andholan ka prukh uddeshya tha murty puja ko khatm karna or dharmik pravatti ko badhava dena tha .
ye sabhi Madhya kalin Itihas me 800 -1700 ki krantikaari abhyaan ke naita
is abhiyaan ke naita or unka kaam-
shankrachary -jo ek mahan vicharak or jaane maane darshnik the.
sath hi chetany mahaprabhu , naamdev ,tukaram,jaidev ne or adhik mukhrata
pradaan ki Bhakti andolan ke naita raamanand ne "Ram"ko bahgwan ke rup me kendrit kiya .unke bAre me bahut kam jankari hai.
aisa mana jata hai ki 15 shatabdi me shuru me rahe honge .
unhone mAna ki bhagwan Ram hi sarvochch bhagwan hai.
unke liye prem or samrpan se hi mukti mil sakti hai .
chetanya mahaprabhu -
ek pavitra Pavitra Bhikshu or samaj sudharak the.
or ve 16 shatabdi ke douran bangal hue .
Bhagwan ke prati prem bhav rakhne ke samarthak Bahkti yog ke purv tak chetanya maha prabhu ne ishwer ki aradhna Shree Krishna ke rup me ki .
Shree ramanuj acharya -
Bharatiya darshan shastri the or sarvadhik vaishanav sant bataya gaya .
Ramanuj ne dakshin me vahi kiya jo Ramanand ne uttar me kiya .
unhone rudivaadi kuvichar ki oupcharikta ke virudh awaj uthai or prem or samarpan ki niv pr adharik vaishanav vichar dhara ke samprdai ki sthapana ki .unka sarvadhik yogdan apne maane walo ke bich jaati bhed bhav ko samapt karna tha.
12-13 shatabdi ko Bhakti andolan ke anuyaayi me Bhagat naamdev or sant kabeer das shamil hai.
jinhone spni rachanao ke maadhyam se bhagwan ki stuti ke Bahkti geeton ke par jor diya .
pratham sikkha guru or sudharak naamak ji bhi nirgun Bhakti sant the.
samaj sudhark the.
unhone sabhi jaatibhed or dharmik shatruta or ritiriwajo ka virodh kiya .
unhone ishwer ko ek rup maana or Hindu or muslim dharm ki oupcharikta ritirawajo ka virodh kiya ,guru naamak ke siddhant sabhi logo ke liye tha.
unhone sabhi samanta ka samarthan kiya.
16-17 shatabdi me bhi kai dharmik sudharak ka utthan hua.
Vaishnav samprday ke Ram ke anuyayi or krishna ke anuyayi anek chhote vargo or pantho me bat gaye .
Ram ke anuyayi tulsidas the.
jihone saahitya karje Ramcharit maanas ki rachana ki or krishna ke anuyayiyon 1585 a.d. me Harivansh ke adhar pr radha vallbhi panth ki sthapna ki .
Surdas ne brij bhasha me SurSagar ki rachana ki jo Shree Krishna ke mouhak rup or Radha krishna ke prm se paripurn thi.
is tarah se is desh me dharm ke kai sudharak hue jinhone samay samay par dharm sudhar ke kai karya kiye