Shivaji ke uttradhikari ,or maratha vans ke raja .
maratha samrajy |
Maratha samrajy ya maratha sangh ,jo aj ke samay me dakshin Bharat ke paschim bhag me hai .
i n logo ne 1675-1818 tak rajy kiya or apne rajy ko failaya .
Maratha samrajy ke sansthapak shivaji maharaj the.
jinhone is rajy ko sangathit rup diya .
lekin peshava (rajy ke pradhan mantri ) ke adhin is rajya ka tezi se vistar hua .
more ghatage or ninbalkar sabse adhik prabhavshali Maratha parivar the.
shambha ji majaraj 1680 -1689 -1 ):- ye Shivaji ke chhote putra the .
jo apne bade bhai rajaram ke virudh uttradhikari ke yudh me jeet kar raja bane .
2) inhone rajput -Maratha sandhi kon rokne ke liye or dakkan saltanat se apne purane sambandh pheer se jodne keliye apne pitaShivaji ki vistarwadi nitiyo ko pheer se shuru kiya .
3)1632 me mughal shasak ourangjaib ne apne vidrohi putra shahzada akbar ka ka picha karte hue dakshin Bharat aa gaya .
Shabha ji ne Shahjazada akbar ko sharan di thi .
iske kaaran ourangjaib ne inki hatya kar di.
rajaram 1689-1700 :-Shambha ji maharaj ki mout ke baad Shivaji maharaj ke dusre putr Rajaram ne shasan sambhala or Maratho ki parampra ko aage badhaya .
2) usne maratho ki vistar niti ko jaari rakha ,or Dakkan ke mughal kshetro par hamala karne ki nai parmpar shuru ki .
3) actober 1689 me julfikar khan netratva me Mughal saina ne Raigad par hamla kar diya or Shmbha ji maharaj ke pure pariwar ko kaid kar liya jismeunke putra shahu bhi the .
4) 1700 me Satara jo ki jinji ke patan ke baad Maratho ki rajdhani thi ,
me jnki mout hui .
Shivaji 2 or tarabai 1700-1707 :-Rajaram ki mout ke baad uski vidhva tarabai ne apne putra Shivaji2 ko gaddi par baithaya or khud uski sanrakshak ban gai .
usne naagrik or sainy dono ke sandharbh me sankat ke samay me apne rajy ko sthir rakha .
2)Mughlone chitpawan brahman balaji vishwnath ke sahyog se Tarabai ko gaddi se utar diya .
Is ko bhi read
Is ko bhi read
Shahu maharaj 1707-1749 :-
Mughal shasak bahadurshah ne Shahu ko kaid se chhod diya .
jiske kaaran Tarabai or Shahu ke madhya rajy ke liye jhagda shuru ho gaya.
Shahu ne "kheda yudh "(13 actober1707 ) me Tarabai ko hara diya or satara par kabza kar liya 2)uske shasankaal me hi paishwa shakti ka uday hua or Maratha rajy ke Maratha sangh me badlne ki prakriya shuru hui uske shasankaal me Maratha do bhafo me bat gaya ,jo ki Tarabaike adhikar me koulhapur .or Shahu ke adhikar me satara tha .
in dono shaktiyo ke madhya dushmani 1731 me varna sandhi ke douran khatm hui