bharar ke prachin itihas ke akhiree vansha harsh vardhan , chalukya pallav doston aj ke article me hum prachin Ithas ke akhiree rajo ki baat karenge ,jisme pehla naam hai harshvardhan ka .
bharat madhyakaalin itihas me *(palasen pratihae or ratrakut anek rajyo ka utthan shuru hota hai jinko hum aage dekhenge
harshvardhan -saatvi shatabdi ke shuru hone par harshvardhan(606- 647b c) me apne bhai rajyavardhanki mout ke baad kannoj ki ki gaddi sambhali 612b c me uttar tak apne rajya ko faila liya
rajya ka vikash-620 b c harshvardhan ne dakshin me hamla kar kr diya ,lekin chalunkya ne kada virodh kar harshvardhanko parajit kar diya .
harshavardhan ki dharmim shavishnuta , prashasnik dakshata ,or rajniteek sambandh banane ki yogyta jagjahir hai.
usne china ke sath rajniteek sambandh banaye or apne rajdut vaha bheje ,jinhone chini rajao ke sath vicharo ka adan pradan kiya . ek dusre ke sambandh me apni jankari ka vikas kiya .
chini yatri hvengsang ,uske samay me bharat aaya tha ,harshvardhan ki prasnsha ki .harshvardhan ki mout ke baad ek naar pheerbharat ek uchcha shakti kho baitha.
badami chalukya,-is samrajya ka pehla shasak pulkesan 540 b c me shasan par baitha or kai shandar jeet hasil ki . usne shaktishali samrajya ki sthapna ki uske putra kirtivarman or manglesa ne konkan ke mouryan sahit apne padosi rajyo se yudh karke jeet hasil ki or apne rajya ki sima badai .
kirtivarman ka putra pullkesan 2 chalukya samrajy ke mahan shasako me se tha.
usne lagbhag 34 saal tak rajya kiya apne lambe shasankaal me usne maharastra apni sthiti majbut ki or dakshin ke bade hisse ko jeet liya .
iski sabse badi jeet thi harshvardhan ko harana
iske baad 642 b c me pallav raja ,pulkesan ko parajit karke uski hatya kat di .
uska putra vikrmaditya jo apne pita ke jaisa hi mahaan shasak tha .
.
gaddi par baitha . usne dkashin ke shatruo se pheer se yudh kiya .
usne chalukyon se apne purane vaibhav ko vaapas kuch had tak paa liya tha.
yaha tak ki uska parpouta vikrmaditya 2 bhi ek mahan yodha tha.
753 b c me vikramaditya or uske putra ka dantidurga naamak ek sa4dar ne takhta palat diya .
usne maharastra or karnatka me ek or mahan rajya ki sthapna ki jiska naam rastrakut tha
kaanchi ke pallav-chhati sadi ki anti chouthai me pallavraja singh vishnu shaktishali tha.
krishna or kanveri nadiyo ke bich ke kshetra ko jeet liya tha .
uska putra mahendra varman ek pratibhashali insaan tha.
jo pulkesan2ke hatho harkar apne uttri bhag ko ganwa baitha.
lekin uske putra narsingh varman1 ne chalukya shaktika daman kar .
pallav raj narsingh varman ke samay me uchcha shikhar par tha.
vo apni uplabdhiyo se pasidha tha.
usne anek mandir banvaye or uske samay ki kala or sahitya ka vikash kiya
sanskrat ka mahan vidvan ,dandin uske darbaar me tha .
iske bavjud iski mout ke baad pallav rajya simat kar ek kabile ke rup me badal gaya .
akhirkar choul rajao ne 9 sadi me ke samapan ke aaspaas pallav raja aprajit ko harkar uska rajya chhin liya .
bharat ke prachin itihas ne kai aise aise rajyo ke dekha jai jihone amit chhap chodi haijo swinim itihas me guj rahi hai ka utthan or patan dekha hai.
9 shatabdi ka samapan hote hote
9 shatabdi ka samapan hote hote
bharat madhyakaalin itihas me *(palasen pratihae or ratrakut anek rajyo ka utthan shuru hota hai jinko hum aage dekhenge
dosto is article me maine harshvardhan ke sath chlukya or pallav rajya ke baar me jaanane ka prayas kiya
dosto is article ke baar me apni rai jarur de or ap itihas ke kin rajao ke baar me jaanana chahte hai comment kare mera ye article padne ke liye thanks