देसाई-लियाकत प्रस्ताव (AD 1945)
Mahatma gandhi ne ye MAAN liya ki jab tak Congress or Muslim community desh ke bhabishya ya Antrim sarkar banane ke kisi natije par nahi pahuch jaati . Tab tak British sarkar desh ko azad nahi kare gi.
Is liye mahatma gandhi ne bhulabhai jivan ji desai ko Muslim community ke naita ko khush karne or 1942-1945 ke rajniteek gatirodh ko door karne ka ek or prayas ke nirdesh diye.
Desai kendriya sabha me Congress ke naita liyaquat ali ke mitra hone naate liyaquat mile or January 1945 me kendra me Antrim sarkar ke gathan se sambandhit ek prastav diya jo is prakar that.
1) dono karypalika me ek jaisa sankhya me logo ko naamit karna.
2) alpsankhyak visheshkar anusuchit jaati or shikho ka pratinidheetva .
3) sarkar ka gathan karna jo ki
US samay prachhalit Bharat shasan adhiniyam 1935 ke anusaar kaanchi karti this.