Showing posts with label शुंग वंश के बारे में जानें - 185 ई.पू. › शुंग-वंश shung vansh. Show all posts
Showing posts with label शुंग वंश के बारे में जानें - 185 ई.पू. › शुंग-वंश shung vansh. Show all posts

Saturday 1 September 2018

शुंग वंश के बारे में जानें - 185 ई.पू. › शुंग-वंश shung vansh

शुंग वंश के बारे में जानें - 185 ई.पू.  › शुंग-वंश shung vansh  .
mourya  samrajya ke akhiree shasak  brahdath tha.
 brahdath ko maar kar pushyamitra ne shung vansh ki neev 185 b c  me rakhi  iske baad mourya smarajya khatm  ho gaya .

sath hi shangu vash shuru hua
history of shangu vansh
shangu vansh






iske  raja the
shaugh vash ke raja.
1 pushyaitra -185- 149 b c
2 agnimitra -149-144 b c
3 vasu mitra -141-131 b c
4pulindak 122-199
5ghosh
6 bhagbhdra
 7vajrmitra







 pushya mitra -pushya mitra jo brhdath ka sainapati tha jisne brahdath ki hatya ki thi.
uske baad  satta har adhikaar kiya .
jisne 36 saalon tak shasan kiya  uske baad  uski mout ke baad  agnimitra ne shasan kiya .
agnimitra -pushymitra ke baad  uska putra agnimitra shung raja bana   .
ye videesha ka  upraja bhi tha .
 .
isne 8 saalon tak rajya kiya .
vashujesth- agnimitra ke baad vashujesth raja bana



 vashu mitra - shanguvash ka choutha raja  vashumitra tha  jisne  yavno ko haraya tha.
ek din  ye naachka  dekh raha tha tab mujdev  ne iski hatya kar di isne 10 saalo tak rajya kiya vashumitra ke baad bhagbhadra , pulidak ,ghosh  or pheer  vajrmitra raja hue.
iske shasan ke 14  saal me  takshashila ke yavan raja  antiyaalkidus   ka rajdut holiyadoras uske rajya vidisha  darbaar me aaya  .
ye bahut jyada vilasee tha  iske maatya vasudev ne iski hatya kar  di .


iske sath hi shagu vansh katm ho gaya 

interim government अंतरिम सरकार in English

interim government On 2 September 1946, the newly elected Constituent Assembly constituted the Interim Government of I...