saatvaahan ka rajya part 1 .
dsoton aj hum apne article me me saatvaahan rajya ke baare me baat karenge
saatvaahan ka rajya - jab morya saamrajya ki taaqat kam thi.
goudavri
nadi ke kinaare me sthit paithan) ko apni rajdhani bana kar saatvaahan ne apni shakti ki shuruat ki .
is vans ka pratham raja tha simuk (shreemukh) jisne 210 b c ke lagbhag apne indipented rajya ki sthapana ki thi.
tisree sadi ke akhiree samay shuru hokar
bharat ke itihas me aisa koi rajvansh nahi hai .
jo itne samay bina kisi avrodh ke shasan chala .
itne samay me
jo itne samay bina kisi avrodh ke shasan chala .
itne samay me
saatvaahan rajao ne na keval dakshinapanth me sthai shasan kiya , balki utterapath me bhi hamla karke kuch samay ke liye magadha par apna adhikar bho kar liya tha.
yahi kaaran tha kibpouranik anushruti me kaanva vansh ke baad andhra vansh ke shasan ka lekh milta hai .
saatvaahan ke pratapi rajao ne videshi akratao ke virudha bhi ek adbhut safalta haasil ki
dakshinapath ke in rajao varnan na keval sikko or abhilekho me balki kai aise granth hai jime inka itihas milta hai.
agle aricle me hum inka udgam or rajao ki janlari padenge