Showing posts with label पूर्व मध्यकालीन भारत 800 से 1200 ईo Chola dynasty. Show all posts
Showing posts with label पूर्व मध्यकालीन भारत 800 से 1200 ईo Chola dynasty. Show all posts

Sunday 2 September 2018

पूर्व मध्यकालीन भारत 800 से 1200 ईo Chola dynasty

पूर्व मध्यकालीन भारत 800 से 1200 ईo Chola dynasty  
 chol saamrajya  ka uday  9th sadi me hua tha .
dakshin me adhikansh  bhag par iska adhikar tha .
chol  rajao  ne  shree lanka  par jeet hasil ki thi .
kaling or tunghbhadra par bhi kuch samay tak apna adhikar kiya  tha.
apni shuruati  kathinaaiyo par jeet haasil karke   2 satabdiyo  tak chol rajao ne sthir rajya  kiya.  ithaskaaro ke anusaar" cholkaal dakshin barat ka swarn kaal tha"




chol samrajya ki sthapna .-chol samrajya ko vijyalay ne sthapit kiya tha.
 jo shuru me pallvo ke saamant the.usne 850 b c me tanjor par kabja kar panday rajya par hamla kiya. chol 897 me tak itne shaktishali ho gaye the  ki pallav shasako ko hara kar unki hatya kar di.

 or saare tourmandal par apna adhikar kar liya .
iske baad Itihas ke panno se  pallav khatm ho gaye .lekin chol shasako rastrkuto nhayanak yudh karna pada
rastrkut shasak  krishna 3  ne 949b c me chol samrat  parantak  ko harakar kar uttri kshetra par adhikar kar liya .
leki 965 b c me krishna 3ki mout ke baad chol pheer se khade ho gaye .




chol samrajya ka uthan -chhati shatabdi ke madhya ke baad   dakshun bharat me  pallavo  chalukyo  or pandy vansho  ka raj raha pallavo ki rajdhani kaanchi , chalukyo ki badami ,or paandyo ki rajdhani madurai thi. dakshin matlab   keralame. cher vansho ka shasan tha.
karnatka me kadamb  or gangvasho  rajya tha .





is yug me  adhikatar samay gang shasak rastrkuto ke adhin the.ya mile hue the.


pallav panday or cher apas me milkar rastrakuto ke vrudh sanghrash  karte the.
inme se kuch rajao ke paas shaktishali  sainaye thi.
pallavo ke dakshin  or purv ashia ke sath gahre vyaparik sambandh the.


rajrajchol image
rajraj chol


rajraj -chol vansh sbase shaktishali raja  rajraj (985- 1014 ) or uska putrarajendra 1 (1012 -1044)  rajraj ko uske pita ne jiveet rahte hi  rajy shop diya tha.
or uchchatam rajniteek or yudh nitew me  pravinta  haasil kar li .
rajraj sabse pehle apna dhyan pandy or cher vansh ke shasako  or shree lanka ke shasak ki  or kiya  .
usne "trivendram"  ke pas hi cher ki saina ko khatm karke kuilan par dhava bol diya .
uske baad usne madurai tak vijay prapt ki .
or pandy shasakko kaid kar liya usne shree lanka par  hamla karke uttei rajy ko apne rajya me mila liya .
 rajraj ne maldiv dwipo par chadai karke  uttar me rajraj ne  ne gangadeshke uttri bhag ko jeet liya .



rajendra chol image
rajendra chol


rajendra 1-rajendra1 rajya ke vistar ki nitee ko apnaya cher or pandy desho ki jeeta .shree lanka  par pura adhikar kar liya  jisse shree lanka  50 saalo tak  nahi chhut paya



chol prashasan-chol prashasan me raja ka pad shrasth hota hai.
cholkaalin shasan vyvashtha "rajtntratmak  " thi.
 raja ka pad vansh ke anusar tha  raja ke liye mantrimandal tha .
 rajykary ke liye "oule"naam ke vishesh karmchari niyukta the.
 chol prashasanme bhag lene wale uchh adhilari koperunandamor chhote varg ke karmchari koshirunandam  kaha jata tha.
is samy  adhiakriyo ko  ko vaitan  padak ke rup me nahi  bhumi de kar kiya jata tha.
 "videyadhikari" ke naam ke adhikari karya prshak karane ka kaam karte the.
 rajya ke mantri  ko "udankattun "kahte the.






 chol vansh ka patan- chol vansh ka akhiree shasak kulotung  tha uske  adhikari nirbal the . ve apne rajya ko sthir karne me asafal raha sudoor  dakshin me pandya kerala or  sinhal(shree lanka) rajyo me vidroh  ki pravrato fail gai  thi.
 ve cholo ke adhinta  se mukta ho gaye the  .
is parakr chol rajya  shadyantro ka gad ban gaya  . chol rajya me har taraf se kamjor ho gaya   lagataar vidroh hone lage is sthitee me is vansh ka patan hua.





interim government अंतरिम सरकार in English

interim government On 2 September 1946, the newly elected Constituent Assembly constituted the Interim Government of I...