पूर्व मध्यकालीन भारत 800 से 1200 ईo Chola dynasty
chol saamrajya ka uday 9th sadi me hua tha .
dakshin me adhikansh bhag par iska adhikar tha .
chol rajao ne shree lanka par jeet hasil ki thi .
kaling or tunghbhadra par bhi kuch samay tak apna adhikar kiya tha.
apni shuruati kathinaaiyo par jeet haasil karke 2 satabdiyo tak chol rajao ne sthir rajya kiya. ithaskaaro ke anusaar" cholkaal dakshin barat ka swarn kaal tha"
chol samrajya ki sthapna .-chol samrajya ko vijyalay ne sthapit kiya tha.
jo shuru me pallvo ke saamant the.usne 850 b c me tanjor par kabja kar panday rajya par hamla kiya. chol 897 me tak itne shaktishali ho gaye the ki pallav shasako ko hara kar unki hatya kar di.
or saare tourmandal par apna adhikar kar liya .
iske baad Itihas ke panno se pallav khatm ho gaye .lekin chol shasako rastrkuto nhayanak yudh karna pada
rastrkut shasak krishna 3 ne 949b c me chol samrat parantak ko harakar kar uttri kshetra par adhikar kar liya .
leki 965 b c me krishna 3ki mout ke baad chol pheer se khade ho gaye .
chol samrajya ka uthan -chhati shatabdi ke madhya ke baad dakshun bharat me pallavo chalukyo or pandy vansho ka raj raha pallavo ki rajdhani kaanchi , chalukyo ki badami ,or paandyo ki rajdhani madurai thi. dakshin matlab keralame. cher vansho ka shasan tha.
karnatka me kadamb or gangvasho rajya tha .
is yug me adhikatar samay gang shasak rastrkuto ke adhin the.ya mile hue the.
pallav panday or cher apas me milkar rastrakuto ke vrudh sanghrash karte the.
inme se kuch rajao ke paas shaktishali sainaye thi.
pallavo ke dakshin or purv ashia ke sath gahre vyaparik sambandh the.
rajraj -chol vansh sbase shaktishali raja rajraj (985- 1014 ) or uska putrarajendra 1 (1012 -1044) rajraj ko uske pita ne jiveet rahte hi rajy shop diya tha.
or uchchatam rajniteek or yudh nitew me pravinta haasil kar li .
rajraj sabse pehle apna dhyan pandy or cher vansh ke shasako or shree lanka ke shasak ki or kiya .
usne "trivendram" ke pas hi cher ki saina ko khatm karke kuilan par dhava bol diya .
uske baad usne madurai tak vijay prapt ki .
or pandy shasakko kaid kar liya usne shree lanka par hamla karke uttei rajy ko apne rajya me mila liya .
rajraj ne maldiv dwipo par chadai karke uttar me rajraj ne ne gangadeshke uttri bhag ko jeet liya .
rajendra 1-rajendra1 rajya ke vistar ki nitee ko apnaya cher or pandy desho ki jeeta .shree lanka par pura adhikar kar liya jisse shree lanka 50 saalo tak nahi chhut paya
chol prashasan-chol prashasan me raja ka pad shrasth hota hai.
cholkaalin shasan vyvashtha "rajtntratmak " thi.
raja ka pad vansh ke anusar tha raja ke liye mantrimandal tha .
rajykary ke liye "oule"naam ke vishesh karmchari niyukta the.
chol prashasanme bhag lene wale uchh adhilari koperunandamor chhote varg ke karmchari koshirunandam kaha jata tha.
is samy adhiakriyo ko ko vaitan padak ke rup me nahi bhumi de kar kiya jata tha.
"videyadhikari" ke naam ke adhikari karya prshak karane ka kaam karte the.
rajya ke mantri ko "udankattun "kahte the.
chol vansh ka patan- chol vansh ka akhiree shasak kulotung tha uske adhikari nirbal the . ve apne rajya ko sthir karne me asafal raha sudoor dakshin me pandya kerala or sinhal(shree lanka) rajyo me vidroh ki pravrato fail gai thi.
ve cholo ke adhinta se mukta ho gaye the .
is parakr chol rajya shadyantro ka gad ban gaya . chol rajya me har taraf se kamjor ho gaya lagataar vidroh hone lage is sthitee me is vansh ka patan hua.

rajraj chol |

rajendra chol |

No comments:
Post a Comment