Adhunik Bharat or british samrajy-
purane samay me puri duniya ke log Bharat aana chahte the.
yaha aary varg ke log Madhya urop se aaye the ,Bharat me hi bas gaye .
unke baad changejkhan ek mangoliyaai tha.
jisne kai baar Bharat par hamle kiye ,or lutpat kar chala gaya.
Alexander mahan bhi Bharat ko jitne ke liye aaya ,lekin pouras ke yudh me haarkar chala gaya ,Hvengsaang ek chini yaha gyan ki talaash me yaha aaya ,or usne naalnda or takshashila vishvavidhyalay me bhraman kiya ,jo prachin Bharatiya vishvavidhyalay hai.
koulambaus Bharat aana chahta tha lekin usne America ki seema me hi utarana pasand kiya .
purtgaal se vaaskodigama yaha vyapar karne apne desh ki vastue lekar yaha par aaya ,jo yaha ke masaale apne desh le jana chahta tha.
yaha fraoncecy log bhi aaye or Bharat me apni coloniya banai .
ant me British log aaye unhone lagbhag 200 saal tak yaha raaj kiya.
saal 1757 me plasi ke yudh ke baad British jano ne Bharat pr rajnitik adhikar kar liya ,or unka prabhutva Lard dalhogi ke karykaal me sthapit ho gaya ,jo 1848 me governor janral bane .
unhone punjaab ,peshawar or Bhrat ke uttar paschim se pathan janjaatiyo ko sanyukt kiya .
or saal 1856 tak British adhikar or unke pradhikari yaha puri majbuti se sthapit ho gaya ,lekin British samrajy me 19th shatabdi ke madhya apne nai uchchaiya haasil ki.
asantusht sthaniy shasako majduro or buddhijiveeyo or saamany insaano ne sainiko ki tarah awaj uthai ,jo ki un vibhinna rajyo ki sainao ke khatm ho jaane se bairojgaar ho gaye the.
jinhe British jano ne sanyukt kiya tha.
or ye asantosh badta gaya or jald hi bagawat ka rup le liya .
jse 1857 ki kranti kaa naam mila
dosto ye articale British samrajy ke baare me hai jisme ye bataya hai ki ye kis tarah vistarit hua .

No comments:
Post a Comment