Forteen point of jinnah जिन्ना के चौदह सूत्र maange.
mohhammad jinnah |
1928 me rastriya sammelan me "nehru report" ko maan Liya that.
Nehru Report ke baare me Muhammad Jinnah ne ye kaha ,ki Nehru Report ko Hinduo ki or se Muslim prastavo ka jawab that.
Muhammad Jinnah neCongress prastav ko jisme Nehru Report ko svikar kiya gaya that.
Muslim community ne apmaan samjha or ye nishkarsh nikala , ki Mahatma Gandhi or Congress se koi nyaay nahi milega.
Muslim community ke do guto me ekta laane ke uddesh se Muhammad Jinnah ne march1929 me Delhi me league ki ek baithak bulai or Nehru Report ko aswikar karte hue,apni 14 maange rakhi ,jobs is prakar hai.
1. Bharat ke savidhan ko sanghtmak ho or avishisth rajyo me Rakha jaaye .
2 ) SABHI rajyo me samaan Rupert se swayatt shaman ki sthapna ki jaye .
3)sabhi vidhan mandlo or nikaiyo ka pheer se gathan kiya jaye ,or alpsankhyak jaatiyo ko paryaapt pratinidhitwa diya jaye
prantiya vidhanmandalo me bahusankhayak logo ka bahumat rahe or usko na ghataya jaye or na hi barabari par laya jaaye.
4) kendriya vidhan mandalo me Muslimo ka ek tihai yaani 1/3 pratinidhitwa rahe .
5) sabhi sampradayo ke pratinidhitwa alag nirvachan sheli (separate electorate )ke a adhar par ho. or yadi koi sampraday chahe to vo sanyukt paddati ko apna sakta hai.
6) punjab , bangal or paschimottar ki simaprant kof kshetriya punargathan is dhang se kiya jaye ,ki uske Muslim is prant me alpsankhyak na ho jaye.
7) sabhi dharmik sampradayo ko purn adhikar diya jaye ki vo puja ,acharan or prachar prasar par koi pratibandh na ho .
8) kisi vidhanmamdal me aise vidheyak na paish kiye jaaye ,jiska sambandh kisi sampraday ke liye nuksaandayak ho .
yadi kisi sampraday ke 3-4 sadasya vidheyak ke sambandh me sahmati de to bhi usko paish na kiya jaaye.
9)Sindha ko bambay se alag kar ek swatantra rajya ka darza diya jaaye.
10) uttar paschim seema prant or Baluchhistan me any rajyo ki tarah hi savidhanik sudhar shuru hona chahiye.
11) dusre Bharatiyoki tarah Musalmaano ko kushalata ke adhar par sarkari sansthano or swayatshashi nikaayo me noukari karne ka uchit awsar diya jaye.
12) bhaavi savidhan me musalaanoke dharm or sanskrati ,bhasha or shiksha ka vikas ki samuchit vyavstha ki jaaye.
13) kendriya or rajyastariya mantri mandalo me Musalmaano ko 1/3 ka pratinidhitwa milna chahiye .
14) kendriya sabha tabhi savidhan me sanshodhan kar sakti hai ,jab aisa karne me usko Bharatiya sangh ke ghat rajyo se swikrati mil jaaye
Brief of Jinnah 14 point-
Jinnahne prathak nirvachan (separate electorate) ke adhar par jor diya ,or sanyukt nirvachan par asahmati jatai thi.
Muslim bahut pranto me Musalmaano ko vishesh pratinidhitwa diya jaye .
Jinnah ki is yojna par sarvdaliya Muslim congress ne ashmati jatai .
or shafi gut bhi asahmat tha .
muslim sampraday ki ye baithak hungame ke sath ho khatm ho gai
Jinnah ki ye 14 maange paishawar ke Jumaiyat -ul -ulma ne pehle hi swikar kar li thi.
Rastrvadi Musalmaano ke dwara ye sampradaaik nirvachan ko rajnetik nirvachan ka rup dene ka prayash asafal kar diya .
No comments:
Post a Comment