Chhatrapati shivaji or unka rajya ,छत्रपति शिवाजी का इतिहास
Shivaji maharaja Ek veer saahasi or kartavyaparayan insaan the unkI virta ka sabre loha mana tha .
Shivaji ka jivan parchay - 16 sadi ke shuruati saalo me Bhosle parivar ek sthaniya nIwasI hone ka fatwa uthate hue ahmadnagar ke rajy sainik or rajniteek labh kiye to ek nai ladaku jaati ki shuruat hui jisko "maratha "kaha gaya .
in logo ne kai marathao ko sainki or sardaro ke rup me bharti kiye .
Shivaji bhosle or jijabai ke putra the.
Shivaji ka janm 19 feb 1630 b.c me shivneri ke durg me hua tha .
Shivaji ki parvarish pune me unki maa or ek yogy brahman or dadaji kounddev ki dekhrekh me hua .
dada kound dev ne Shivaji ko ek anubhavi yodha or saksham shasak banaya .
Shivaji
guru ramdas ji ke dhamrk prabhav me bhi rahe .

Shivaji ke jivan ki mukhya ghattnaye -
touran vijay-ye maratha ke rup me Shivaji sabse pehla kila tha,jis par kabza kiya tha.
jisko 16 saal ki umra me apne saahas se or apne parakram se jita tha.

is jit ne unko raygad or pratapgad ko jitne ka housla diya.
read more
Shivaji ki in jit se pareshan hokar Bijapurke sultan ne unke pitaji Shah ji ko kaid kar liya .
1659 ko jab Shivaji ne pheer se bijapur par hamla kiya to Bijapur ke sultan ne apne sainapati Afzal khan ko Shivaji ko pakdne bhija ,lekin vi bhagne me safal ho gaye .unhone Afzal khan ko apne "bhaghnakh (sher ka panja) naam ke hathiyar se maar diya .
akhir me Bijapur ke sultan ne Shivaji ke sath shanti samjhota kar liya ,or Shivaji ke jite hue rajy ko swatntra ghoshit kiya .
koudana kile ki jeet -
ye kila neelkanth rao ke niyantran me tha .
jisko jitne ke liye maratha shasak Shivaji ke sainapati tanaji maalsure or jaisingh ke adhin kiledar udaya bhan rathore ke bich yudh hua .
Shivaji maharaj ka rajya abhishek-
1674 me raigad me Shivaji ne khud ko marahta rajya ks raja ghoshit kar diya .
or chhatrapati ki upadhi grahan ki .
unka rajyabhishek mughal samrajy ke liye ek chunoti ban gaya .
rqjyabhishek ke baad unhone nav nirmit Hindvi swarjyke shasak ke rup me Hendv dharm uddarak (hindu astha ka santakshak ) ki upadhi grahan ki .
is rajyabhshek ke baad Shivaji ko bhu rajasva pr logo par kat lagane ka adhikar mil gaya .
goulkund ke kutubshahi shasako ki sandhi-
is sandhi ke sahyog se unhone Bijapur ,karnatak (1676-79) par chadhai ki .
jinji , villore or karnatak ke kai kile jit liye .
Shivaji ka shasan -
shivaji ka shasan dakkan ke shasan se prabhavit tha .
unhone 8 mantriyo ko niyukt kiya jo usko rajy ke karyo me salaah dete the.
peshva-
sabse pramukh pradhan mantri ,jo vittiy or saamany shasan ki dekhrekh karte the.
sainapati-
saina ki bharti or rasad ki dekhbhal karte the.
majum adar-
aay or kharch ka hisab rakhte the.
vakiya navish -
asuchna or ghrahkary ki dekhrekh karte the.
shur navish-
raja ke rajkiy patra kary me sahyog dete the .
dabeer-
raja ke videsh karyo me sahyog dete the.
nyaaydhish or panditrao-nyaay or dharmarth anudano me pramukh the
usne bhumi pe bhu rajasva ek choutahi lagaya jisko chouth ya chouthai kaha jata tha.
Shivaji ne khud ko ek safal raja ke rup me ek safal raj naita ke rup me sahi saabit kiya .
3 saptah ki bimari ke baad unki mout 13 april 1680 me rayagad me hui thi

No comments:
Post a Comment