hadppa sansakrati kaha tak faili hui thi
hadppa ko hadppa kyo kahte hai.
is sabhata ko hadppa sansakrti isliy kaha jaata hai kyoki ye sabhata sarvpratham 1924 me adhunik pakistan ke punjab ke prant ke hadppa naam ki jagah par sthit hai.
ye sabhyata kaha tak faili hai. is unnat sabhyata ke kendra sthal punjab or sindh me hai.
iska vistaar dakshin purv me hai .
is prakaar hadppa sanskrati ke anusaar punjaab sindh or baluchisthan ke bhag hi nahi .
gujrat rajsthan hariyaana or paschimi uttar pradesh ke simaant bhag bhi the iska failav uttar me jammu se lekar dakshin me narmada ke muhaane tak or paschim me baluchisthan ke makraan samundra se lekar uttar purv me merath tak tha.
hadppa ka kshetrafal . ye skshetr tribhuja kaar hai .
iska ksherfal 1299600 varg kilomiter tak faila hua hai.
is tarah iski sima adhunik pakistan se to badi hai. iske alava prachin mishra , mesopotiya se bhi badi hai.
b c ki dusri or tisri shasrabdi me duniya ki koi bhi sabhyata is sabhyata se badi nahi thi.
hadppa ke shahr.
upmahadwip me is sanskrati ke kul 1000 sathano ka pata chal gaya hai. jime paripakva awastha waale kam hai.
inme se aadhe darzano ko hi nagar ki sangya di gai hai.
inme se do mykhya hai.
punjaab ka hadppa or sindh ks mohanjodadho ( jiska arth hai preto ka tila ) dono ho ek dusre se 483 km ki distance me the.
or sindh nadi se jude the.
tisra nagar mohanjodadho se 130 km ki distance me dkashin me chanhudadho par tha.
or chourha nagar gujrat ke khambhat ki khadi ke upar lothal namak sthan par tha.
iske alava uttari bhag me kslibaga (kaale rang ki chudiya ) tatha hariyaana ke hissar dist ka banavali in sabhi sthano par paripakva or unnat hadppa ke darshan hote hai.
sutakagedor or surkoutda ke samundrinnagaro me bhi paripakva sthiti dikhai deti hai.
in dono ki visheshta hai .
ek nagar durgbka hona utrar hadppa avastha gujrat me kathiya vad parydwip me rangpur or rojdi sathano par pai jaati hai .

No comments:
Post a Comment