hadppa me janwer palna -
doston
aiye jaane jaane hadppa me kon kon se janwer paale jaate the.
yu to dekha jaaye hadppa sanskriti puri tarah se krishi par nirbhar karti thi.
par kuch log hai jo janweron ko palte the.
kon kon se janwer paalte the-doston yu to maine pehle bhi kaha hai ki , ye sabhyata puri tarah se krishi pradhan thi..
par yaha pashupalan bhi hota tha.
jinme pramukh jaanwer bail gaay (cow) bhedh (sheep)or suar paale jate the.
yaha ke logo ko kubad wale saand bahut priy the.
kutta(dog) to shuru se hi ek paaltu jaanwer hai ,ye log isko bhi paalte the.
or sath hi billi (cat) bhi paalte the.
dono ke pair ke nishan khudai ke douran mile hai.
sath hi log ghadhe(doncky) or unt (camel) bhi paalte the.
shayad jisse bhojha utane ka kaam karte the.
so doston kaisi lagi ye jaankari jarur baataiye

hadpaa |

No comments:
Post a Comment