hadppa ki krashi Aj ke mukabale shindhu pradesh purv me bahut upjau tha.
b c ki chouthi sadi me sikandar ke ek itihaskaar ne kaha tha.
ki shindhu is desh ka upjau kshetra hai pirvakal me prakratik vanspati bahut thi ,jiske kaaran yaha varsha achchi hoti thi.
hadppa ke van yaha ke vanno se ento ko pakane me or makaan banane me lakdi ka upyog jyada hota tha,jiske kaaran vano ka vistaar ruk sa gaya
shindhu ki urvarta -shindhu ki urvarta ka ek kaaran shindhu nadi me baadh bhi thi.
is gaanv ki raksha ke liye khadi paki ento ki diwar batati hai.
ki baadh har saal aati thi.
yaha ke log baadh utar jaane ke baad bij bo dete the. or agli saal ki baad aane se pehle kaat lete the.
shindhu ka ouzaar -yaha koi favda ya falhari nahi mila ,lekin kaalibanga me hadppa sabhyata ke jo kut yaani halrekha mile hai .
unse ye maalum hota hai ki rajsthan me os kaal se hal jotate the .
shindhu ghati ki fasal .-shindhu ghati ki sabhyata ke log genhu jou rai matar etc anaaj paida karte the.
ve do kism ke gehu paida karte the.
banawali me jo mila vo unnat kism ka gehu tha .
iske alawa til or sarso bhi paoda karte the.
sabse pehle kapaas yahi paida hua tha .
isi ke naam par yunaan ke log sindon kahne lage .
This comment has been removed by the author.
ReplyDelete