bodha yug or goutam budha ka itihas-bagwan budha ke jivankal me . e ki satvi sadi or shuruati chhati shatabdi ke 16 mahajanapad (shaktiya ) thi.
ati mahatvapurn ganrajyo me kapilvastu ke shankya or vaishali ke lichchhivee ganrajy the.
ganrajyon ke alawa kuchh rajtantrirajy bhi the.
jinme koushabi (vatsa) magadh,koushal ,or avanti mukhya the.
in rajuo ka shasan aise shaktishali vyaktiyo ke pas tha,jinhone rajyavistar or padosi rajyo ko apne me milane nitee apna rakhi thi.
iske bavjud ganrajyatmak rajyo ke tab bhi spashth sanket the. jab rajao ke adhin rajyo ka vistar ho raha tha.
unka janm naipal ke himalay parvat shrankhla ke palvagiree ki talhati me sthit kapilvastu nagar lumbini naamak vilage me hua tha .
budha ka asali naam sidhdhart tha.
siddharth goutam ne bodha dharm ki sthapna ki ,jo purvi asia ke adhikatar hisso me ek mahaan sanskrati ke rup me faila hua tha.
is dharm ko maananewale jyadatar china ,japan , koriya ,thailand ,kambodiya , sheelanka ,naipal bhutan or bharat hai .
bagwan budha ka parwar .
bagwan budha ke mata pita ka naam shudhodhan or mata ka naam mayadevi mayadevi ki mout siddharth ke janm ke 7 din baad ho gai thi inki souteli ma prajapati goutami thi .
siddharth ki 16 saal ki umra me shadi dandpani shakya ki kanya yashodhara se hua tha.
or inke baite ka naam rahul tha.
29 saal ki umra me apna ghar chhod diya tha.
apne guruo aalarklam,rudrakaram ,koundinya bhadiya mahanama or assagi naam ke guru se shiksha li.
iske baad 6 saal tak bina khaye piye tapsya ki pheer unko gyan mila .
jiske baad unko boudhgaya naam mila.
uske baad unke anek updesh ,pravachan hue .
budha ke 3 mukhya anuyaai (bhakt) .
1 bimbasaar .
2prasenjit.
3 udyan.
bagwan budha ki mout-bhagwan budha ki mout kinshinaara me chund ke bhojan ke baad hua tha. jisa samay upar de diya hai .
doston kaisi laga ye article
agar isme kuchh rah gaya ya kuch galat ho to mujhe jarur bataye .
jaha tak maine apko bilkul sach batane ki koshish ki hai.
bhagwan budha |
ati mahatvapurn ganrajyo me kapilvastu ke shankya or vaishali ke lichchhivee ganrajy the.
ganrajyon ke alawa kuchh rajtantrirajy bhi the.
jinme koushabi (vatsa) magadh,koushal ,or avanti mukhya the.
in rajuo ka shasan aise shaktishali vyaktiyo ke pas tha,jinhone rajyavistar or padosi rajyo ko apne me milane nitee apna rakhi thi.
iske bavjud ganrajyatmak rajyo ke tab bhi spashth sanket the. jab rajao ke adhin rajyo ka vistar ho raha tha.
budha |
budha ka janm
budha ka janm b c 560 me hua tha.
or unki mratyu b c 480 ke lagbhag 80 saaal ki umra me hui thi.unka janm naipal ke himalay parvat shrankhla ke palvagiree ki talhati me sthit kapilvastu nagar lumbini naamak vilage me hua tha .
budha ka asali naam sidhdhart tha.
siddharth goutam ne bodha dharm ki sthapna ki ,jo purvi asia ke adhikatar hisso me ek mahaan sanskrati ke rup me faila hua tha.
is dharm ko maananewale jyadatar china ,japan , koriya ,thailand ,kambodiya , sheelanka ,naipal bhutan or bharat hai .
bagwan budha ka parwar .
bagwan budha ke mata pita ka naam shudhodhan or mata ka naam mayadevi mayadevi ki mout siddharth ke janm ke 7 din baad ho gai thi inki souteli ma prajapati goutami thi .
siddharth ki 16 saal ki umra me shadi dandpani shakya ki kanya yashodhara se hua tha.
or inke baite ka naam rahul tha.
29 saal ki umra me apna ghar chhod diya tha.
apne guruo aalarklam,rudrakaram ,koundinya bhadiya mahanama or assagi naam ke guru se shiksha li.
iske baad 6 saal tak bina khaye piye tapsya ki pheer unko gyan mila .
jiske baad unko boudhgaya naam mila.
uske baad unke anek updesh ,pravachan hue .
budha ke 3 mukhya anuyaai (bhakt) .
1 bimbasaar .
2prasenjit.
3 udyan.
bagwan budha ki mout-bhagwan budha ki mout kinshinaara me chund ke bhojan ke baad hua tha. jisa samay upar de diya hai .
doston kaisi laga ye article
agar isme kuchh rah gaya ya kuch galat ho to mujhe jarur bataye .
jaha tak maine apko bilkul sach batane ki koshish ki hai.
No comments:
Post a Comment