Wednesday, 7 November 2018

Liyaquat or desai देसाई-लियाकत प्रस्ताव (AD 1945)


देसाई-लियाकत प्रस्ताव (AD 1945)

Mahatma gandhi ne ye MAAN liya ki jab tak Congress  or Muslim community  desh ke bhabishya ya Antrim  sarkar  banane ke kisi  natije  par nahi pahuch  jaati . Tab tak British sarkar desh ko azad  nahi kare gi. 

Desai liyaquat prastav image






Is liye mahatma gandhi  ne bhulabhai jivan ji desai ko Muslim community  ke naita ko khush  karne or 1942-1945 ke rajniteek  gatirodh  ko door karne ka ek or prayas ke nirdesh  diye.




Desai kendriya  sabha me Congress ke naita liyaquat  ali ke mitra  hone naate liyaquat mile or January 1945 me kendra  me Antrim sarkar ke gathan se sambandhit  ek prastav  diya  jo is prakar  that.


1) dono karypalika me ek jaisa sankhya me logo ko naamit  karna.

2) alpsankhyak  visheshkar anusuchit  jaati  or shikho  ka pratinidheetva  .

3) sarkar ka gathan   karna  jo ki
US samay   prachhalit  Bharat  shasan   adhiniyam  1935 ke anusaar  kaanchi karti  this.



Mahatma gandhi  ne bhulabhai jivan ji desai  ko Muslim community  ke naita  ko khush karne or rajniteek gatirodh ko door karne ka prastav ka nirdesh diya. 

Lekin is prastav  ko dono  ke naita  ne  oupchharik anumodit kar diya



Diwali

Birsa munda andolan


Tuesday, 6 November 2018

Shimla samjhota शिमला समझौता | क्या आप जानते हैं शिमला समझौता के बारे me

Shimla  samjhota 

१९७१ का भारत-पाक युद्ध के बाद भारत के शिमला में एक संधि पर हस्ताक्षर हुए।[



 इसे शिमला समझौता कहते हैं। इसमें भारत की तरफ से इंदिरा गांधी और पाकिस्तान की तरफ से ज़ुल्फ़िक़ार अली भुट्टो शामिल थे। 

Read more


यह समझौता भारत और पाकिस्तान के बीच दिसम्बर 1971 में हुई लड़ाई के बाद किया गया था, जिसमें पाकिस्तान के 93000 से अधिक सैनिकों ने अपने लेफ्टिनेंट जनरल नियाजी के नेतृत्व में भारतीय सेना के सामने आत्मसमर्पण किया था और तत्कालीन पूर्वी पाकिस्तान को बंगलादेश के रूप में पाकिस्तानी शासन से मुक्ति प्राप्त हुई थी। यह समझौता करने के लिए पाकिस्तान के तत्कालीन प्रधानमंत्रीज़ुल्फ़िक़ार अली भुट्टो अपनी पुत्री बेनज़ीर भुट्टो के साथ 28 जून 1972 को शिमला पधारे।


Shimla samjhota image
Shimla agriment 




 ये वही भुट्टो थे, जिन्होंने घास की रोटी खाकर भी भारत से हजार साल तक जंग करने की कसमें खायी थीं। 28 जून से 1 जुलाई तक दोनों पक्षों में कई दौर की वार्ता हुई परन्तु किसी समझौते पर नहीं पहुँच सके। इसके लिए पाकिस्तान की हठधर्मी ही मुख्य रूप से जिम्मेदार थी। तभी अचानक 2 जुलाई को लंच से पहले ही दोनों पक्षों में समझौता हो गया, जबकि भुट्टो को उसी दिन वापस जाना था। 




Shimla samjhota image
Shimla samjhota 



इस समझौते पर पाकिस्तान की ओर से बेनजीर भुट्टो और भारत की ओर से इन्दिरा गाँधी ने हस्ताक्षर किये थे। यह समझना कठिन नहीं है कि यह समझौता करने के लिए भारत के ऊपर किसी बड़ी विदेशी ताकत का दबाव था। इस समझौते से भारत को पाकिस्तान के सभी 93000 से अधिक युद्धबंदी छोड़ने पड़े और युद्ध में जीती गयी 5600 वर्ग मील जमीन भी लौटानी पड़े। इसके बदले में भारत को क्या मिला यह कोई नहीं जानता। 






यहाँ तक कि पाकिस्तान में भारत के जो 54 युद्धबंदी थे, उनको भी भारत वापस नहीं ले सका और वे 41 साल से आज भी अपने देश लौटने की प्रतीक्षा कर रहे हैं। अपना सब कुछ लेकर पाकिस्तान ने एक थोथा-सा आश्वासन भारत को दिया कि भारत और पाकिस्तान के बीच कश्मीर सहित जितने भी विवाद हैं, उनका समाधान आपसी बातचीत से ही किया जाएगा और उन्हें अन्तर्राष्ट्रीय मंचों पर नहीं उठाया जाएगा। लेकिन इस अकेले आश्वासन का भी पाकिस्तान ने सैकड़ों बार उल्लंघन किया है और कश्मीर विवाद को पूरी निर्लज्जता के साथ अनेक बार अन्तर्राष्ट्रीय मंचों पर उठाया है।









 वास्तव में उसके लिए किसी समझौते का मूल्य उतना भी नहीं है, जितना उस कागज का मूल्य है, जिस पर वह समझौता लिखा गया है। इस समझौते में भारत और पाकिस्तान के बीच यह भी तय हुआ था कि 17 दिसम्बर 1971 अर्थात् पाकिस्तानी सेनाओं के आत्मसमर्पण के बाद दोनों देशों की सेनायें जिस स्थिति में थीं, उस रेखा को ”वास्तविक नियंत्रण रेखा“ माना जाएगा और कोई भी पक्ष अपनी ओर से इस रेखा को बदलने या उसका उल्लंघन करने की कोशिश नहीं करेगा। लेकिन पाकिस्तान अपने इस वचन पर भी टिका नहीं रहा। सब जानते हैं कि 1999 में कारगिल में पाकिस्तानी सेना ने जानबूझकर घुसपैठ की और इस कारण भारत को कारगिल में युद्ध लड़ना पड़ा।





 Is samjhote me  bharat  ko keval  nuksaan  hi hua

Thursday, 1 November 2018

Dipawali the festival of hindus Diwali/Deepavali in India

Dipawali the festival of hindus

Happy diwali
Happy


Bharat ek tyoharo  ka desh  hai.

Yaha par sabhi tyoharo badi  dhumdham se manaate  hai.


Jisme diwali ek mukhya tyohar hai.
Jo apne ap me ek khaas  ahmiyat  rakhta  hai.










Aaiye jaane kuchh iske baare me -

Bharat me peachin kaal  se hi diwali ko hindu calendar ke anusaar   kartik mahine ko Manama jata hai.







diwali ka padma puran or skand  puran me iska ullekh milta hai.




Iske a dhar par hum MAAN sakenge ki ye kafi purana tyohar hai.



Aisi maana jata hai ki  
1  shahstrabdi ke dusre  bhaag  me  kinhee  kendriy  paath  ko vistar se likha gaya  tha.
Dipak  ko skand  puran me surya ko hisso ka pratinidheetva karnewala maana gaya hai . 
Jo Hindu calendar  ke kartik mahine  ko apni striker badalte hai .





Kuchh  jagah par diwali ko yam or nachhiketa ki katha ke sath jodte hai.
Ye katha  sahi galat  gyaan agyan  kemail baare me bataati  hai  .







Pehla shahstrabdi   isa purva  upnishad  me darz hai 





7shatabdi  ke naatak naagnand ke raja harsh ne is ko "dippratipaadutsavah" kahaa tha  .


Jisme diya jalate the or navyugal dulha  dulhan  ko gift diye jaate  the.


9 shatabdi ke Rajshekhar  ne  kavymimansa  me is ko dipmalika  kahaa hai. 


Jisme gharo ki penting  ke sath   sadak or bazaar  ko sajaya  jata hai .




Pharsi  yatri or itihashkar   Alberuni  ne Bharat par apne 11th  sanskaran me diwali ko kartik mahine me  name chandrma  ke din manaye jana wala bataya  gaya. 


 Andhere se prakash ka parv  samaj me prem or bhaichare  ka sandesh  deta hai  .


Is tyohar  desh ke alag alag  hisso me alag  alag  tariko se manaya jata hai 
Iska ek rouchak  andaz  ye bhi hai .

Hingot yudh image
Hingot yudh










Jisme Bharat ke chhote shahar  goutampura  me hingot yudh  hai   ye purani  or khatrnaak  parampra  hai .
Jisme hingot naam ke fruit  me baarud  bhar  kar usko  jala kar p
Apas  me ladai  karte hai  .
Jisko  dekhne keliye lakh ki sankhya me log jama  hote hai






Bharat ke itihas  ka ki any post

Peachin bharat


Wednesday, 10 October 2018

Gujrat main hungama kiski mansikta hai

Gujrat main hungama  kiski mansikta hai

 




Yu to aj ke samay me desh ke har hisse me balatkaar ho rahe hai  . 







Lekin gujrat me jo hua  . Yaani gair gujratiyo  ko gujrat se baahar karne kaa  sach me kabil e taarif hai.




Gujrat ke is dange se agar desh ki baki state  kuchh sikhna chahe  to ek hi baat hai   ki Balatkar ek apradh hai or rahega  .  Or kahi par bhi Balatkar jaisi  ghatna na hone de.




Or is samay gujrat jo ghatna ho rahi hai  .swabhavik   hai is ghatna par raj naita apni vote bank bharne ki koshish karnge .






Main meri khud ki baat karu to main Gujrat ki janta se sahmat hu .
Un logo ne jo kiya vo thik kiya  .
Chalo kisi ne to awaz uthai  jo mombattiyo uthkar  desh me haunchul faila di  





Jisse mansikta me badlav aayega  kam se kam Gujrat me to Balatkar  nahi honge  .





Is desh me balatkar   ek amar bail jaisi fail gai  isko khatm karne ka ek hi rasta hai  .us ped ko hi kaat do jispar ye amar bail hai .



Tab hi rukenge Balatkar  or Gujrat ke logo ne vahi kiya .
 .


Ab baat ye hai ye kiski maansikta hai .




Mere hisaab se ye Gujrat me jo hua ,vo Gujratiyo  kaa jo Gujrat ke liye prem hai.  Jo samman hai ,  Gujrat ki jo betiya hai unke prati nishthawan hona  isnki deshbhakti ka pratik hai.




Or is ghtana se gujrat ka sir garv se utha hua hona chaiye  .
Ki  Gujrat ke logo ne sandeah diya hai   .





Desh ka samman tabhi nich soch ke log  apni soch badal  de 



Vaise bhi ye desh rap ke maamle kaafi badnaam ho chuka hai    .




Lekin ab gandi soch rakhnewalo ki soch par  ankush rahega .





Sach to ye Gujrat me jo hua .
Wo unke liye dharmyudh hai.


Unki betiyo ke prati unka kartavya hai jo   kisi bhi apdravayo ko  unke pass tak na

Sunday, 30 September 2018

Boston ki chai party ki ghatna What is the Boston Tea Party summary?

Boston ki chai party ki ghatna 


boston tea party  image
boston tea party 











British sansad ke chhai ke vyapaar ke sambandh me naya banaya tha .




is kaanun ke anusaar Ishth India compney ko America chai bhejne ko kaha gaya ,Chai ke vyapar ko badane ke liye   uske mulya me kami  ki gai .

fal swarup America me chai sastee milne lagi  thi.

East India company ko bhi labh  ho jaha that. 
lekin American  logo ne is ko  British  ki chal samjha  .
in logo ne socha ki yadi sansad vyaparik maamlo me adhikar  banana legi  to Issey  upnivesh  ke vyapar me haani hogi .

East India company ke kuch jahaj Boston  bandargaah par ruke hue the.




Boston ke logo ne un jahajo ko lut liya .
or 34 baxo ko samundra me faik diya .
.



isko hi Boston ki chai party ki ghatna kaha jata hai.


Boston ki chai party ghatna  ka parnaam :-
is ghatna se England me kafi  uttejna  faili .


British sansad ne daman nitee ka prayog kiya or Massachusectis  act. laagu  kiya gaya .
is kaanun ke jariye  British comander ko America ka rjyapal banaya gaya .






sabhi vaanijya ke liye  Boston bandargaah band kar diya gaya.
Quebec act ke anusaar Canada ki seema ouhaayo nadi tak bada di gai.
Roman kaitholiyoko ko vishesh suvidha di gai .
kaitholik charch ki prdhanta kaayam hone se pyuritano ko kasht hua .





British sarkar  ki damankari nitee ka , pratikul prabhav up nivesho par pada .
vo log aapas me sangthit hokar  .
5 set. 1774 ko filehedefiya  me pehli baar  Congress ki baithak hui.



jisme uoniveshvashiyo ne apne adhikaaro ka ghoushna patra taiyar kiya  .



British sansad dwara pariya kaanuno ko khatm karne ki maang ki gai 




britain ke sath aayat niryat band karne ki maang ki gai .


lard north ne upnivesho ke sath samjhota ka prastav rakha  .


lekin prashtav aane me bahut dair ho hai thi  is bich yudh ki ki ghoushana ho gai thi jo America swatantrata sangram kaha gaya.


interim government अंतरिम सरकार in English

interim government On 2 September 1946, the newly elected Constituent Assembly constituted the Interim Government of I...