Sunday, 2 September 2018

bharar ke prachin itihas ke akhiree vansha harsh vardhan , chalukya pallav

bharar ke prachin itihas ke akhiree  vansha harsh vardhan , chalukya  pallav   doston aj ke article me hum  prachin Ithas ke akhiree rajo ki baat karenge  ,jisme pehla naam hai  harshvardhan ka .



harshvardhan -saatvi shatabdi ke shuru hone par harshvardhan(606- 647b c) me apne bhai rajyavardhanki mout ke baad  kannoj ki ki gaddi sambhali 612b c me uttar tak apne rajya ko faila liya  
rajya ka vikash-620 b c harshvardhan ne dakshin me hamla kar kr diya ,lekin chalunkya ne kada virodh kar harshvardhanko parajit kar diya .
harshavardhan ki dharmim shavishnuta , prashasnik dakshata ,or rajniteek sambandh banane ki yogyta jagjahir hai.


prachin itihas on tex
prachi otihas




usne china  ke sath  rajniteek sambandh banaye or apne rajdut vaha bheje  ,jinhone chini  rajao ke sath vicharo ka adan pradan  kiya . ek dusre ke sambandh me apni jankari ka vikas kiya .

chinyatri  hvengsang ,uske samay me bharat  aaya tha  ,harshvardhan ki prasnsha ki .harshvardhan  ki mout ke baad  ek naar pheerbharat ek uchcha shakti kho baitha.



badami chalukya,-is samrajya ka pehla shasak pulkesan 540 b c me shasan par baitha  or kai shandar jeet  hasil ki  . usne shaktishali samrajya ki sthapna ki  uske putra kirtivarman or manglesa ne konkan ke  mouryan sahit apne padosi rajyo se yudh karke  jeet hasil ki or apne rajya ki sima badai  . 



kirtivarmanka putra pullkesan 2  chalukya samrajy ke mahan shasako me se tha.
usne lagbhag 34 saal tak rajya kiya  apne lambe shasankaal me usne maharastra apni sthiti majbut  ki or  dakshin ke bade hisse ko jeet liya .
iski sabse badi jeet thi harshvardhan ko harana 




iske baad 642 b c me  pallav raja  ,pulkesan ko parajit karke uski hatya kat di  .
uska putra vikrmaditya  jo apne pita ke jaisa hi  mahaan shasak tha .
 .
gaddi par baitha  . usne dkashin ke shatruo  se pheer se yudh kiya .
usne chalukyon se apne purane  vaibhav ko vaapas kuch had tak paa liya tha.



yaha tak ki  uska parpouta vikrmaditya 2 bhi ek mahan yodha  tha.
753 b c me  vikramaditya or uske putra ka dantidurga naamak ek sa4dar ne  takhta palat diya .



usne maharastra or karnatka  me ek or mahan rajya ki sthapna ki  jiska naam rastrakut tha















kaanchi ke pallav-chhati sadi ki anti chouthai me pallavraja singh vishnu shaktishali tha.
krishna or kanveri nadiyo ke bich ke kshetra ko jeet liya tha .
 uska putra mahendra varman ek pratibhashali insaan tha.
jo pulkesan2ke hatho  harkar  apne  uttri bhag ko ganwa baitha.
 lekin uske putra narsingh varman1 ne chalukya shaktika daman kar .


 pallav raj  narsingh varman ke samay me uchcha shikhar par tha.


vo apni uplabdhiyo se  pasidha tha.
 usne anek mandir  banvaye  or uske samay ki kala  or sahitya  ka vikash kiya  






sanskrat ka mahan vidvan  ,dandin uske darbaar me tha .
 iske bavjud  iski mout ke baad pallav rajya simat kar ek kabile ke rup me badal gaya .



akhirkar choul rajao ne 9 sadi me ke samapan ke aaspaas  pallav raja  aprajit ko harkar  uska rajya chhin liya .



bharat ke  prachin itihas ne kai aise aise rajyo ke dekha jai jihone amit chhap chodi haijo swinim itihas me guj rahi hai ka utthan or patan dekha hai.
9 shatabdi ka samapan hote hote 

 bharat madhyakaalin itihas  me  *(palasen  pratihae  or ratrakut  anek  rajyo ka utthan shuru hota hai jinko hum aage dekhenge 





dosto is article me maine   harshvardhan ke sath chlukya  or pallav rajya  ke baar me jaanane ka prayas kiya  

dosto is article ke baar me apni rai jarur de  or  ap itihas ke kin rajao ke baar me jaanana chahte hai  comment kare   mera ye article padne ke liye  thanks


No comments:

Post a Comment

interim government अंतरिम सरकार in English

interim government On 2 September 1946, the newly elected Constituent Assembly constituted the Interim Government of I...