Vijay nagar or samrat krishna dev ray ;-
vijay nagar |
jab mohhammad tuglaq dakshin me apni shakti kho raha tha.
tab do hindu rajkumaar harihar bukka ne krishna or tungbhara nadiyo ke bich 1336a.d. me ek swatnatra rajay ki sthapna ki .
jald hi unhone kanveri or krishna nadi ke bich is pure kshetra me apna rajya sthapit kar diya ..
Vijay nagar samrajy ki badhti shakti se in shaktiyo ke bich takraw hua or bahimany samrajya ke sath kai baar yudh hua .
also read;-
purv madhya kalin itihas
prune bharat ke itihas ka antim raja
krishna dev ray;-
jald hi unhone kanveri or krishna nadi ke bich is pure kshetra me apna rajya sthapit kar diya ..
Vijay nagar samrajy ki badhti shakti se in shaktiyo ke bich takraw hua or bahimany samrajya ke sath kai baar yudh hua .
also read;-
purv madhya kalin itihas
prune bharat ke itihas ka antim raja
krishna dev ray;-
Vijay nagar samrajya ke sabse parshidha raja "Krishna dev ray the .
Vijay nagar ka rajvansh unke kary samay me apne vaibhavta ke charam bindu par aa gaya .
unhone sabhi ladaiya jitee ,jo unhone ladi .
krishna dev ray ke vyaparik sambandh;-krishna dev ray ke paschime desho ke sath vyaprik sambandh the.
unke purtgaaliyon ke sath achhe sambandh the,jika vyaparik kendra un dino Bharat ke paschimi tato pr sthapit ho gaya tha .
ve na keval ek mahaan yodha ke sath kalaao ke gyata bhi the.
or unke sanrakakshak bhi the.
.
krishna dev ray ke rajy me vikas ;-
inke kaary kal me telgu saahitya ka kafi vikas hua .
inke dwara chitrakala shilpkala nratya(dance) or sangit ka kafi vikas hua .
krishna dev ray ka vyaktitva ;-
krishna dev raykafi dayawan ,akrshik ,or adarshvadi insaan the.
Vijay nagar ka patan ;-
Vijay nagar ka patan 1529 a.d. me krishna dev ray ki mout ke baad shuru ho gaya tha .
ye samrajy 1556a.d. me puri tarah khatm ho gaya.
adilsha,nijaam shah, kutub shah ke sath prayaas ke dwara talikoto me ramray ke parajit kiya .
iske baad is rajya ke kai tukde ho gaye .
No comments:
Post a Comment