Dipawali the festival of hindus
Bharat ek tyoharo ka desh hai.
Yaha par sabhi tyoharo badi dhumdham se manaate hai.
Jisme diwali ek mukhya tyohar hai.
Jo apne ap me ek khaas ahmiyat rakhta hai.
Aaiye jaane kuchh iske baare me -
Bharat me peachin kaal se hi diwali ko hindu calendar ke anusaar kartik mahine ko Manama jata hai.
diwali ka padma puran or skand puran me iska ullekh milta hai.
Iske a dhar par hum MAAN sakenge ki ye kafi purana tyohar hai.
Aisi maana jata hai ki
1 shahstrabdi ke dusre bhaag me kinhee kendriy paath ko vistar se likha gaya tha.
Dipak ko skand puran me surya ko hisso ka pratinidheetva karnewala maana gaya hai .
Jo Hindu calendar ke kartik mahine ko apni striker badalte hai .
Kuchh jagah par diwali ko yam or nachhiketa ki katha ke sath jodte hai.
Ye katha sahi galat gyaan agyan kemail baare me bataati hai .
Pehla shahstrabdi isa purva upnishad me darz hai
7shatabdi ke naatak naagnand ke raja harsh ne is ko "dippratipaadutsavah" kahaa tha .
Jisme diya jalate the or navyugal dulha dulhan ko gift diye jaate the.
9 shatabdi ke Rajshekhar ne kavymimansa me is ko dipmalika kahaa hai.
Jisme gharo ki penting ke sath sadak or bazaar ko sajaya jata hai .
Pharsi yatri or itihashkar Alberuni ne Bharat par apne 11th sanskaran me diwali ko kartik mahine me name chandrma ke din manaye jana wala bataya gaya.
Andhere se prakash ka parv samaj me prem or bhaichare ka sandesh deta hai .
Is tyohar desh ke alag alag hisso me alag alag tariko se manaya jata hai
Iska ek rouchak andaz ye bhi hai .
Jisme Bharat ke chhote shahar goutampura me hingot yudh hai ye purani or khatrnaak parampra hai .
Jisme hingot naam ke fruit me baarud bhar kar usko jala kar p
Apas me ladai karte hai .
Jisko dekhne keliye lakh ki sankhya me log jama hote hai
No comments:
Post a Comment