Plasi ka yudh,1757
Aligadh ki sandhi ke jariye bangal me anek suvidha mil gai thI.
Iske bavjud very bangal par adhikar karna chahte the.
Iske liye unhone uske liye kuchh taiyari shuru kar di. Qlaive ne fancicy basti chandrma nagar par adhikar karna liya , or nawaab kuchh nahi kar saka .
Nawab ke dushmano ko Qlaive ne apni shurksha me le liya qlaive ne sainapati mir zaafar ,Rain durlabh ,jagat set, or aamir chand ke sath ek gupt samjhota kar liya ,jiske anusaar sirajdollah ko hatakar mir zaafar ko bangal ka nawab banaya jana tha .
Ek plan kemail anusaar yudh ka bahane kI khoz ki .
Nawab par alinagar ki sandhi bhang karne ka arop lagaya gaya .
Arop legate hi qlaive saina sahit murshidabaad ke liye chal pad and.
23 June 1757 ko Qlaive or nawab ki saina ke bich plasi ke maiden Memail yudh hua .
Nawab ke sainapati mir zaafar Rai durlabh or yarlist khan chupchap yudh ka nazara dekhte rahe.
Nawab parajit hua.
Or isko mir zaafar ke patra miran ne dala.
Sainik drasti se plasi ke yudh ka koi mahatva nahi tha.
Magar Rajniteek or arthik drasti se is yudh ka adhik mahatva hai bangal ka nawab mir zaafar angrzo ke hatho kI kataputali bankar rah gaya .
Bangal ke Rajniteek jivan par angrezo ka hi adhikar tha.
Arthik drasti se plasi yudh ke baad bangal ki lut shuru ho gai .
Mir zaafar ne 3 crore rupey angrzo ko diye .
Bangal ,bihaR or udissa me text free vyapar ka adhikar MILa .
Company ko kalkatA ke pass 24 pargana ki jamidaari mili kalkatA tha .
KalkatA me c7ompany ko sikke dhalne ka adhikar mila .
Is prakar plasi ke yudh ne company ko bangal ki satta de di

No comments:
Post a Comment