Boston ki Chai paani
Read more
Bharat vibhajan or mountbain ki bhumika
Lord mountbain Bharat ke vibhajan or satta par tvarit hastakshar ke liye Bharat aaye.
Shuruat me ye satta hastnartan vibhajit Bharat ki Bhartiya sarkaron ko dominiyam ke darze ke rup me jaani thi.
5 June ko lord mauntbain ne apni yojna pesh ki ,jisme Bharat ki rajniteek samsya ko khatm karne ke anek prakar ke charno ki ruprekha pesh ki thi .
Shuru me yr satta hastantaran vibhajit Bharat ki Bhartiya sarkaro ko dominiyam ke darze ke rup me di jaani thi .
Mauntbain ki yojna-
1) Bharat or Pakistan ko vibhajit karna .
2) bangal or punjab ke vibhajan or uttar purviya seem a prant or asam ke Dilham jile me sangrah kiya jayega.
3)Pakistan ke liye savidhan nirman ke liye ek alag savidhan sabha ka gathan kiya jayega .
4) riyasate ko chhut hogi ki vo ya to Pakistan ya Bharat me shamil ho ya khud ko swatantra goshit kar dena.
6) Bharat or Pakistan kof satta hastantaran ke liye 15 August 1947 ka din chuna jayega.
Read more
7) British sarkar ne swatantrata adhiniyam 1947 kof July 1947 ko parit kar diya .
Isme hi vo mukhya pravdhan shamil the jinhe mauntbain yojna ke jariye aage badhaya gaya.
Vibhajan or swatantra-
1)sabhi Rajniteek partyon ne mauntbain yojna ko maan liya.
2)sir Red klicfe ki adhyakshta me 2 ayogo ka British sarkar ne gathan kiya, jiska kaam tha vibhajan ki dekhna or naye gathit hone wale desho ki international border ko nischit karna.
3) Swatantrata ke samay Bharat me 562 chhoti badi Riyasate thi.
4)Bharat ke pehla grahmantri ballabh bhai patel ne is vishay me kathor nitee ka palan kiya.
15th Aug 1947 tak jammu kashmir, jhunagadh or haidrabaad jaise kuchh apvaado ko chhodkar sabhi Riyasaton ne vilaypatra par hastakshar kar diye the.
Goa par purtgaaliyon or paanduchery par francysiyo ka adhikar that.