Jain Muni Tarun Sagar Ji Maharaj ka jivan
jain muni tarun sagar ji ka janm 26 june1967 ko madhya pradesh ke damoh distric me hua tha.
inke mata pita ka naam shantibai jain or pratap kumar jain tha.
kaha jata hai ki inhonr 14saal ki umra me apna ghar chhod diya tha or sanyasi ban gaye the.
inke 4 bhai .
or 3 bahane hai.
inka orignal naam pavan jain tha.
shiksha-inki shiksha chattisgar me hui thi.
gahr chhodne ke baad -tarun sagar ji maharaj ki bachapan se hi dharm ruchi me thi isliye 8 march 1981 me ko ghar kar sanyasi ban gaye .
achary vidhyasagar ji se brahmcharyki shiksha laine ke baad acharya pushpdant se munishiksha li .
pheer mudkar pichche nahi dekha or ve jansant ban gaye .
bhagwan mahaveer ke adarsho par chalnewale muni tarun sagar ji ne samaj ko nai disha pradan ki
jivan ki uplabdhiya-inko apne kadve pravachano ke kaaran ek krantikari sant bhi kahte hai.
inke pravachano khub suna jata hai.
6 fubrvery 2002 ko inhe madhya pradeshshasan ne "rajkiya atihtee ka darza diya gaya .
iske baad gujrat sarkar ne bhi 2 march2003 ko rajkiya atithee ka sanmman de kar navaja gaya .
20 july 1988 ko rajsthanke bagidhora 20 varsh ki umra me unke guru pushpdant ne "digambar mouk" ki upadhi di.
t.v. programe mahaveer vaanike baad inki gintee ek badi shakhsiyat me hone lagi
29 july 2012 ko gujrat ke mukhyamantri "narendra modi" ne unhe " tarun kranti sagar " naam ke purskaar se sanmmanit kiya gaya.
mout.- in mahatma ji ki mout1sptember 2018 ko hui .
inko 20 din pehle peeliya ho gaya tha.
kaha jata hai ki inhone mout se pehle apne guru se samaadhi ki anumati maangi thi.
leki inke guru ne manaa kar diya . iskr baad akhiree samaya me inhone ek video cal jariye apne guru ke darshan kiye the
doston maine is article ko banane se se pehle kafi kuch khoj bin ki taaki ap sabhi ko sahi jaankari de saku agar is jaankari se ap santusht hai to comment kare mujhe apni rai jarur de
jain muni tarun sagar ji maharaj |

jainmuni tarun sagar ji maharaj |